80+ Best Birthday Shayari in English | Heart Touching Birthday Wishes

Birthday Shayari in English

Birthdays are special moments filled with happiness, love, blessings, and unforgettable memories. A heartfelt birthday shayari is a beautiful way to express your emotions and make your loved ones feel truly cherished on their special day. Whether you want to wish your best friend, boyfriend, girlfriend, husband, wife, sister, brother, mom, dad, or any family member, a meaningful birthday shayari in english can add a personal touch to your wishes.

In this collection, you’ll find a wide variety of Happy Birthday Shayari in English, including romantic birthday shayari, emotional birthday shayari, funny birthday shayari, heart-touching birthday wishes, and short two-line birthday shayari. These unique and beautifully written shayaris are perfect for sharing on social media, or in a birthday card. Explore our latest collection and find the perfect Birthday Shayari in English to make someone’s birthday even more memorable with words filled with love, joy, and heartfelt

Birthday Shayari in English

Birthday Shayari in English
Happy Birthday Shayari in English Text
Janamdin par aapka har sapna sach ho jaye, 🎂
Aapka Jeevan nayi khushiyon se bhar jaye. 🌟
Janamdin par mile aapko dheron pyaar, 🎂
Khushiyon se bhara rahe aapka sansaar. 🥳
Dua hai Aapka har sapna sach ho jaaye, 🤲
Janamdin dher saari khushiyan laaye. 🎂
Janamdin zindagi mein khushiyan hazar aaye, 🎁
Khuda kare tera har janamdin bahaar laye. 🎂
Dua hai ki zindagi me kabhi koi gham na aaye, 🤲
Har saal tumhara birthday aur bhi khas ho jaye. ✨

Happy Birthday Shayari in English

Happy Birthday Shayari in English
Happy Birthday Shayari in English 2 Line
Mubarak ho tumko ye janam din tumhara, 🎂
Khushiyon se bhara rahe har saal tumhara! 🎉
Aapke janamdin par yahi paigaam hai, 🎂
Khush raho hamesha bas yahi armaan hai. 🌸
Jeevan mein kabhi na aaye gham ki raat, 🌟
Janmdin par mile khushiyon ki saugaat. 🎉
Suraj ki kirnein khushiyan laaye, ☀️
Aapka janamdin yaadgaar ban jaye. 🎂
Chand taaron ki tarah chamke naseeb tumhara, ✨
Dil se mubarak ho tumhe ye janamdin tumhara. 🎂

Sister Birthday Shayari in English

Sister Birthday Shayari in English
Tu meri dost bhi hai aur meri taqat bhi, 💖
Birthday mubarak ho meri pyari behna ji. 🎈
Rab kare teri har khwahish poori ho jaye, 🤲
Har birthday tere chehre par muskaan laaye. 🎈
Behan tu hai meri jaan, tu hai sabse pyaari, 💖
Tere janamdin par mile khushiyan dher saari. 🎂
Duniya ki har khushi tujhe naseeb ho jaye, 🎂
Meri behna ka har birthday yaadgaar ban jaye. ❤️
Janamdin par mile tujhe pyaar beshumaar, 🎂
Khushiyon se bhar jaye tera har ek saal. 🌸

Love Birthday Shayari in English

Love Birthday Shayari in English
Happy Birthday Shayari in English 2 Line Love
Tu meri zindagi ka sabse haseen ehsaas hai, 🥰
Birthday Mubarak, tu mere liye bahut khaas hai.
🎂
Tere janamdin par ye dua hai meri, 🎂
Har khushi kadam choome jaan meri. 💖
Har din se pyara lagta hai ye khaas din, ❤️
Jise hum bitana nahi chahte aapke bin. 😘
Teri muskaan meri duniya ki pehchaan hai, 💖
Birthday Mubarak, tu hi meri jaan hai. 🎈
Birthday ke din bas itni si dua hai meri, 🤲
Har janam mein tu hi mohabbat bane meri. 💞

Birthday Shayari in English For Friend

Birthday Shayari in English For Friend
Friend Birthday Shayari in English
Tum jiyo hazaron saal, yehi dua hai meri, 🎉
Har birthday ho khushiyon se bhari teri. 🎂
Zindagi teri phoolon si mehak jaaye, 🌸
Har saal tera birthday yaadgar ban jaaye. 🎂
Teri dosti mera sabse bada inam hai, 🎁
Aaj ka din pure tarah se tere naam hai. 🎉
Har subah tumhare liye umeed lekar aaye, 🌞
Har birthday tumhe naye sapne dikhaye. 🎁
Tumhari raahon me hamesha bahar ho, 🌺
Ye birthday tumhare liye sabse yaadgar ho. 🎈

My Love Birthday Shayari in English

My Love Birthday Shayari in English
Girlfriend Birthday Shayari in English
Meri jaan, meri rooh, mera har ehsaas ho tum, ❤️
Mere liye sabse khaas ho tum. Happy Birthday! 🎂
Taron se sajaayein aapka ye khass din, 🎈
Soona lagta hai ye jahan aapke bin. 🎂
Meri har dua mein bas tera hi naam hai, 💖
Happy Birthday, bas tu hi meri jaan hai. 🎂
Tumhari muskaan se roshan hai ye duniya hamari, ☀️
Mubarak ho tumko ye saalgirah ki shaam pyari. 🥳
Khushiyon ki baarish har din tum par hoti rahe, 💖
Birthday ki meethi yaadein dil mein basti rahe. 🎂

Wife Birthday Shayari in English

Wife Birthday Shayari in English
Tumhare aane se roshan hui hai zindagi meri, 🌟
Janamdin mubarak ho, ae humsafar meri. 💖
Tumhare aane se mukammal ho gayi zindagi meri, 💖
Mubarak ho tumhe ye khubsurat birthday teri. 🎂
Rishta ye hamara hamesha yunhi barkaraar rahe, 🤝
Tumhare is birthday par khushiyon ki bauchar rahe. 🎉
Hamesha aise hi muskurati raho tum, 😊
Meri zindagi ko roshan karti raho tum. 🌟
Khuda kare tera har sapna poora ho jaye, 🎁
Iss janamdin par tujhe har khushi mil jaye. 💖

Papa Birthday Shayari in English

Papa Birthday Shayari in English
Har din aapka pyaar meri himmat ban jaata hai, ❤️
Janamdin aapka mere liye khaas ban jaata hai.
🎂
Papa ke pyaar se hi meri har raah roshan hai, ❤️
Aapka Janamdin mere liye sabse khaas din hai.
🎂
Har saal aapka Janamdin khushiyon se bhar jaaye, 🎂
Papa ki zindagi mein kabhi koi gham na aaye.
🎉
Aapki duaon ne mujhe har mod par sambhala hai, 🌹
Happy Birthday Papa, aapne hi jeena sikhaya hai.
🎂
Aapki muskaan meri duniya ka sukoon hai, 🥰
Happy Birthday Papa, aap mere liye sab kuch ho.
🎂

My Birthday Shayari in English

My Birthday Shayari in English
Aaj mera Janamdin hai, dil se muskuraunga, 🎂
Har nayi khushi ko apni zindagi mein sajaunga. 🎉
Cake ki mithaas aur apnon ka pyaar, 🎂
Yahi hai mere janamdin ka asli uphaar. 💖
Har saal nayi umeed aur naya hausla laata hai, 🎂
Mera Birthday har pal ko aur bhi khaas banaata hai. 🥳
Apne Janmdin par khud se ye wada kiya hai, 🎂
Har haal mein muskurane ka iraada kiya hai. 😊
Har saal mujhe aur mazboot bana jaata hai, 🎁
Mera Birthday har nayi umeed jagaa jaata hai. 🎂

Mom Birthday Shayari in English

Mom Birthday Shayari in English
Maa aap meri taqat aur meri pehchaan ho, 💖
Happy Birthday Maa, aap mera saara jahaan ho. 🎂
Maa aap hamesha khush aur salamat raho, 🎂
Janamdin par aap bas khushiyan hi pao. ❤️
Maa aap meri har dua ka sabse khoobsurat jawaab ho, 🎂
Happy Birthday Maa, aap meri zindagi ki kitaab ho. 🎉
Aapki duaon ne har mushkil ko aasaan banaya hai, 🎂
Maa aapne hi jeena aur muskuraana sikhaya hai. 🎉
Har khushi aapke kadmon ko chhooti rahe, 💝
Maa ki muskaan hamesha yun hi khilti rahe. 🎂

Birthday Shayari in English Hindi

Birthday Shayari in English Hindi
Har din se pyara lagta hai ye khaas din, 🎂
Mubarak ho tumhe ye tumhara janamdin. 🎁
Janamdin ka har lamha yaadgaar ban jaye, 🎂
Har sapna tumhara aasani se sach ho jaye. 🌟
Zindagi ke safar mein kabhi gham na aaye, 😊
Har birthday tumhare liye nayi khushiyan laaye. 🎁
Chand si roshni aur sitaron sa noor mile, 🌙
Birthday par tumhe har khushi zaroor mile. 🎈
Cake ki mithaas se bhar jaye har pal tumhara, 🎂
Birthday laaye khushiyon ka naya khazaana. 🥳

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *